Ek buzurg ne farmaya ke Insan ko charwahe se adab vah Ikhlas sikhna chahiye. Kisi ne Arz Kiya kis tarah? Farmaya jab charvaha (Bher bakriyaa Chalane wala) bakriyoun Ke pass Namaz padhta hai. To usko iska khyal tak bhi nahin aata ki bakriyaa meri Tarif karengi ya Burai. Issi tarah Aamil (Amal karne wala) ko …
Continue reading “Ikhlas Charwahe (Bher-Bakriyaa Chalane wala) se sikho..”
